Kiska Rasta Dekhe – Joshila – Guitar Chords

Song: Kiska Rasta Dekhe
Artist: R D Burman, Kishore Kumar
From: Joshila (1973)

F#                C#                   F#
Kiska raasta dekhe, aye dil aye saudaai?
F#                C#                   F#
Kiska raasta dekhe, aye dil aye saudaai?
F#                C#                   F#
Meelon hai khamoshi; barson hai tanhayi.
       B
Bhooli duniya kabhiki, tujhe bhi, mujhe bhi.
C#                     F#
Phir kyon aankh bhar aayi?
    F#                C#                    F#
Ho! Kiska raasta dekhe - aye dil aye saudaai?


Verse 1:
F#                  C#
Koi bhi saaya nahin raahon mein.
F#                C#
Koi bhi aayega na baahon mein.
C#                    F#               C#add8
Tere liye, mere liye, koi nahin ronewaala!
F#                    C#
Jhoota bhi naata nahi chhaoon mein.
F#                    C#
Tu hi kyon dooba rahe aahon mein?
C#                   F#               C#add8
Koi kisi sang mare - aisa nahi honewaala!
F#           C#                  C#              F#
Koi nahi jo, yoon hi jahan mein, baante peer paraye.
    F#                C#                    F#
Ho! Kiska raasta dekhe - aye dil aye saudaai?


Verse 2:
F#                   C#
Tujhe kya, beeti hui raaton se?
F#                  C#
Mujhe kya, khoi hui baaton se?
C#                     F#                 C#add8
Sej nahin, chita sahi, jo bhi mile sona hoga!
    F#                   C#
Ho! Gai jo doori chhooti haathon se.
    F#                 C#
Ho! Lena kya toote hue saathon se.
C#                          F#                 C#add8
Khushi jahan, maangi tuney, wahin mujhe rona hoga.
F#           C#                   C#         F#
Na koi tera, na koi mera, phir kiski yaad aai?


Chorus 2:
    F#                C#                    F#
Ho! Kiska raasta dekhe - aye dil aye saudaai?
F#                C#                   F#
Meelon hai khamoshi; barson hai tanhayi.
       B
Bhooli duniya kabhiki, tujhe bhi, mujhe bhi.
C#                     F#
Phir kyon aankh bhar aayi?
    F#                       C#                        F#
Ho! Hmm hmm, hmm hmm, hmm hmm...Hmm hmm hmm hmm hmm hmm...